Monday 18 May 2020

(CORONA) bimari+sach #_ YAA_virus +jhot=?

Duniya .......... kuch desh coronavirus ki waxing aur dava .ilaj banane mne lagi hai ki. Shayad is bimari ne kuch desh ke logo ki saikdo . hazaro logo ki Jaan leli hai ..hum sab ne kaafi news channels par dikhaya ya dekha bhi Gaya hai yeh sach hai ya jhot hum abh kuch kahe nahi sakte shayad yeh sahi bhi Ho or galat bhi jis bhi desh mne yeh howa woh ziyada jante hai......
BohAt powerful country technology mein Maher doctory mein Maher superpower hai
Waha ke log he sach batayege kinoki Abhi hum ne dekha hai .un badi countries ke minister doctors ne news channels ke zariye yahi bataya hai ...ki yeh sach mne ek badi bimari hai ..
Or iska koi abhi tak ilaaj nahin banaaya Gaya hai par ...bade Desh yeh zaroor kahe rahe hai ki is bimari ka ilaaj  bohat jaldi banjaye ga ..char se panch mahine lag bag.hogaye hai ....... duniya ke bade desho ke scientist aur bade bade doctors research karne Wale is natije
Par pahunch gaye hain.ki hum jald he is bimari ki waxing taiyar kar  rahe hain ... Aur kuchh beeMaro per experiment bhi kar rahe hain or kuch to jaldi theek bhi ho jaenge hamen bahut jyada ummid bhi hai
Dekhte hai ... shayad kamiyabi mil rahi hai.is bimari ki wajha se aadi duniya ki arthvyavastha thap  ho chuki hai bhukmari aa chuki hai garibi banne wali hai.or kitne gharo ke logo ne
Apne ghar walo ko kho chuke hain .or Kitno ne apne marnewalo ki body Tak dekhne nahin mil paye logon ki jindagi uthal puthal ho chuki hai yeh kaisi pareshani  hai kuch samajh mein nahin a Raha ine logon Ko ki ham kiya Karen sirf apno ki maut ki khabar hi sunne milti hai bus..................
...,...,,................ lekin ..,.....lekin ab kuch dino se social media par kuchh aisi khabren a rahi hai aur video bhi dekhne mil raha hai.ki Tanzania ke ek bade isaan yah samajhdar Insan Ko kuch is bimari ke bare mne shak howa unho ne ....ek baat chopakar kuch aisiyi  testing ki
Unho ne kuchh samples liye aur Liberery mein check karne bheja tu report aana shuru Hui aur usmein pata chala ki aadhe se jiyada report positive  hai..........fir
Unho ne ek badi meeting Lee aur unke samne sacchai Rakhi ki yeh jo positive report aayee hai vah asal mein insanon ki kam hai aur janvaron aur fal fruit ki hai jinki report positive  rahi hai yah mamla kiya hai unse Share Kiya aur is natije par pahunche ke yah bimari Shayad galat hai arthvyavastha ko bigadne or kuchh deshon ko Apne aage jhukane ke liye banai ja rahi hai ya jhuthi khabar
Or ek doctor jo Hindustani hai par who Abhi UAE mein job kar rahe hain doctor ki badi post par unka ek web news channel par interview dekha unka bhi yahi kahena hai ki yeh sab jhot hai .yeh afwa hai ziyada kuch nahi kahnoga unke bare mne or aaj bhi ek or Hindustani doctor ki YouTube per video Suna humne.. unka bhi yahi kahena hai yeh sab bahar ke bade desh ki sazish hai.. ki ziyada tar marne wale kuch na kuch bimari mne pahele se mubtla the or is virus ke aage Himat har kardum tod dete hai.....,..,............  Pahele jung goli baarod se Hoti thi par ab bina army or kam paiso mne ziyada nuksan dene wali jung shuro hogayi hai........
Hume is bimari ke bare mne itna pata chala yeh sab sunne or videos dekhne ke baad ki yeh ek bimari nahi yeh ek virus hai jo pahle bhi aa chuki hai isi naam ka ..... Tanzania ka video or UAE  ke Hindustani doctor or india mne rah rahe ek or doctor jo khulkar elaan kar rahe hain Apne video mein yeh sab sazish hai hume nahi pata hum un ki tarha bade jaankari nahi rakhte sach Kiya hai yeh aage chal kar zaroor pata. Chal jayega ga ..kionki jo Desh is bimari ka saamna kiye who sabne lockdown hata chuke hai ...,........

Ab yeh sach hai yaa sazish ek din zaroor saamne zaroor aajayegi.......hume intizar rahegaa
Yah hamara vyaktigat jawab tha aap sabke samne Rakha ..... aage aapka faisla ....yeh sach hai ya galat aapko bhi sochana hoga.... Jai Hind


Sach yaa jhot aap ke saamne...,....,.,...,,jawaaaaaaaab ka intezar ... hai

No comments: