Tuesday 26 May 2020

Newssss spreading historyyyyyyyy

Duniya mein news team ko log pahele .............. desh ko dushmano se aazadi  dilanye or naya inqlaab lane or ek Desh ko acha or imandar raja dene or janta ki kismat sawarne or unke bacho yani nayi naslo ko ek achi raha par lane ..needar banane ki  or unka bhvishaye  achi talim or logo ko ek raha ..achi Soch banane ke liye din raat mahenat Karte apne din ka Chen raato ki neend or dushmano ke nishane par rahete apne family ki jaan or zindagi Ko har waqt khatre mne daal kar desh ka bahetar bhavishaye ki fikar mne lage rahete .....or kaiyi desh in nek or himat wale patrkaro ki badolat hee desh ko aazaad karane ki bhomika ke khas hisse mne jaane jaate the . Desh or duniya mne kahi bhi galat ya kisi par zulm hota ya koi bhi raja ho yaa sarkari naukar ya koi bhi zamidar ho Kotwal ho yaa bade rasukh wale saheb ho yaa zamidar ho yaa koi bhi dharm ke thekedaar ho unke liye woh asal Janta ke liye farishtey ke kirdaar ban jaate har waqt mazlom ka sahara yani uske liye dhaal ka kirdaar ada karte or apne qalam ko  zaalim ke liye hatiyar banakar uski asli awkat dikha dete ..... pahele ke log ek khabar ...news padhne ko traste the ki asli sachai to patrkar se hee maalom hogi ke asl gunhagar kon hai or un patrkaro ki khabar ke baad he sarkare yaa court or police department unki sarhana or asli mujrim ko unke sahyoge se saza dilati or un patrkaro ko apna sapourt deti thi or unke kirdar ki sarhana karti . patrkaro ki izat or mohabbat karti thi ......jaise jaise Desh traki karta gaya patrkaro ke balidano ke sahare. Logo mne .shiksha badhi logo ko duniya kitni badhi hai kon kitna traki karrha hai kis nayi technology ne janam liya sab pata inse he maalom hota . patrkaro ne to kahi dharmo ko ek dusre se mohabbat or bhai chara sikhaya warna pahele ke zamane mne bhed bhao ka ek dosre ko nicha dikhane ka chalan he tha ..pahele sarkar se ziyada patrkaro par log bharosa karte the ki humara raja humse dhoka karsakte hai par ek patrkar kabhi Janta se dhoka nahi kar sakta...log pahele ek news paper ko ek aadmi padhta to pora gaon baith kar sunta or os patrkar ki khabar pe bharosa karta tha or who apni jaan pe khel kar os khabar ko chahpta or sachai ko apne qalam se logo ka bharosa jeet jaata tha
 pahele raja patrkaro se darte the ki agar humne apni praja ka thik se khayal na rakha ya unke sath na insafi ki to patrkar unka takhta palat dege or pahele ke patrkar kitne salo tak yani unke budhape tak garib he rahete or grib rahekar he mar jaate unke paas na koi khodka ghar hota na he apne pariwar ko koi dhan Daulat dekar jaate .sirf apne peeche apne pariwar ke liye apni achai or apni imandari warse mne chod jate or unke pariwar apni zind
agi bhar unki achai or needarta ke sahare zindagi faqr se guzaarte the waqt guzarta chala gaya log sirf patrkaro par he bharosa karti chali gayi or  or sari zimmedari in he patrkaro ke seer par chod diya or khod apne aap ko paise kamane ki hod mne lagaye....  desh duniya in patrkaro ke sahare  ek dusre desho ki jaankari or in patrkaro ke zariye Mel Milap karte gaye or trakki ke raaste badhte gaye  or duniya mne apne aap ko aage badaate howe  ek dusre ko nicha dhikhne ke liye had se aage badhne lage or apnei galtiya chupane ke liye kuch jahil patrkaro ko sath leliya or  mazhab or paiso or taraki ka laalach dekar Apne he desh or Desh ke logo ko barbaad karna shuro kar diye or apne porwaj patrkaro ke woh korbaani ko bholakar insaniyat ka galaa ghontnAaaĆ  shuro kardiya ..or chand patrkar paiso or traki ki laalach mne apna zamir or imaan or apne aane wali naslo ko barbadi ki dagaar par laana shuro kardiya..or dhere dhere logo ko apne chand fayedo ki wajah se janta ko bhed bhao or jaat paat ke chakkar mne desh ko barbadi or katlo garat giri mne laakar chod diya ..........or inki kuch galti nahi hai hum insaano ne bhi khabi na socha ki har waqt or har Insaan ek jaisa nahi hota sab Koch or apne aap ko or Desh ko yeh samajh kar ke har sadi mne har ek patrkar acha hoga sab unke sahare chod diya or khod paiso or apni khoshiya batorne mne masrof hogaye or Desh ki ekta or akhndta ko bazo. Mne rakh kar har patrkaro ko sahi samjhne lag gaye or katlo garat giri badhti gayi or Humari nasal kashi bhed bhao unch neech mne ulhaj ke rahe gaya log ab ..apni zaat paat ke mutabik hone lage or ek dusre ko shak ki nigha se dekhne lage or jeenka maksad tha unka maksad pora hona suhro hogaya
Un galat patrkaro ne yeh naa soch ki hum humari aane wali naslo ko yeh konsa sandesh de rahe hai or kuch chezo ki laalach mne desh ko duniya se piche kar rahe hai ..unhe sirf yahi lagta hai ki hum sahi kar rahe hai ...par unki soch unke liye he achi hai par desh or Desh ki janta ke liye thikh nahi borai ka waqt saw 100 din ka hota hai par woh bohat chota hota hai par achai ka ed din kahi tariko tak naslo ko tarki deta hai woh abhi bhi yahi sochte hai ki woh sahi hai par jeenho ne unhe jo kaam diya hai unhe yeh pata hai ki yeh lalchi jab apne desh or Desh ki janta or khod ke professional ke naa hosake to yeh lalchi humare kaise hosakte hai ... who aise logo ko dhonte hai jo apna zameer bechne ko taiyar hai or who gadar khridne ko taiyar hai unhe apne fayeda dhondna tha  desh or Desh ki janta barbaad hojaye unhe kuch farak nahi padhta par kuch ache patrkaro ki badolat or unki achai ke chalte unki mahenat ke chalte desh ki janta padhe likhe nawjawan abhi sahi raste aarahe hai or kuch logo mne jo abhi bhi zaher bhra tha usme coronavirus ne ate he us bhed bhaav ko bhi khatam karahi hai coronavirus ne desh ki janta ko bata diya ki main ek bimari hokar tum insanon mne bhed bhao nahi samhjhti or tumhare jeesm mne aakar tumhari jaan ko khatre mne daal sakti ho ..par tum.apas mne bhed bhao rakhoge to koi nahi bachega is bimari ne desh mahamari ka roop liye fir logo ko samjh aagaya ki agar ab bhi is mahamari mne hum sab bhed bhao kare. To hum or humari nasle hum se shikayat karegi ke sari duniya ek ho kar aage tarki kar rahi thi or aap log bhed bhao or unch .Neech ke chakkar mne hume duniya se peche kino rakha logon ki aankhe kholi or kuch ache patrkaro ki mahenat or coronavirus ki bimari kahe yaa mahamari ne logo ko aapas mne mila diya or log ek dusre ki madad karte rahe or ek dusre ke hato se bane khane or pani or paise se milkar madad karne lage or fir se naya Hindustan bangaya or bhed bhao unch neech ka daur  khatam hona shuru hogaya or sache patrkay ki jeet howi or jhote patrkaro ko bezadi ka Saamna karna padha jhute patrkaro ke ghar walo ko or unke rishtedar or unke apno ko bhi pata tha ki unke apne desh or Desh ki janta ko dhoka de rahe the par who bhi majboor the ki unke apno ne unko bezati ki dagaar pe laakar chod diya who apne dosto or apne riste daro ke or desh ki janta ke saamne sharmida hogaye or hum patrkar bhi tu kabhi budhe hoge or apne kaam se retirement lege or hum jab humari nawjawano ko patrika karte sunege or jab hume lagega ki kahi. Humari nasle kuch galat kaam kar rahi hai tab hum unhe rokege .us waqt who humari baat nahi sunege or apne aap ko sahi samjhe ge or hum se kahenge ki hum sahi hai or humne aap se yahi sikha hai ki sahi kuch nahi hotA sirf tarki or paisa hota hai ..hum ne aap se yahi sikha jab aap apne waqt mne bhi yahi kiya sahi ko galat kiya or galat ko sahi bataya tha ...or aap ko pata tha aap galat the par aap ne sab galat kahe kar apne aap ko sahi bataya tha hum hum sab ko yahi veenanti Karte hai ki aap koi bhi professionalism mne ho imandari se apna farz or kaam kare or desh or Janta or humari aane wali nasle kuch acha or huq ka sabak sikhe or hum ko unhe or unko hum par Garv ho or who unki nasle un par garv  kare or humara desh duniyaa ka supar power desh banjaye har kaam mne patrkarita new desh ka chawtha stham hai ek ghar banta hai tu char deeware banti hai agar ek Deewar bhi kamzoor hoto who Ghar tot jata hai or pora ghar tot jaata hai humare kaam se desh ban bhi sakta hai barbaad bhi hum he se hota hai ..maine kisi target karke yaa kisi ke dil ko thes pahonchne ke liye nahin kaha sirf humari aane wali naslo or desh or Desh ki janta ki bhalayi ke liye likh raha hno ...ki who hume ache patrkaro ki list mne yaad kare or humare is piyare professional ko badhawadene mne sahyoge de coronavirus ne bhi humare ache patrkaro ka saath diya logon mne bhed bhao khatam karne mne coronavirus se appeal hai ki ab Humare desh ki janta ek ho gayi hai or sab ek dusre ki madad mne lagayi hai aap ne humari Janta ko ek karne mne ache patrkaro ka sath diya aap abhi is duniya se chale jaye .... main abhi bhi kaheta hno mera yeh Post kisi ka dil dikhana nahi tha sachai sab ke saamne laana yeh humara farz hai or yeh mere vyaktigat kahana tha kisi kaa naam nahi liya hno hume apne dil par haat rakh kar sochna ki main kahi galat to nahi hno chahe woh waikti kisi bhi professionalism se Ho mujh se apni baat aap sab ke saamne rakhne mne kuch galti ho to aap sab or desh or Desh ki janta se maafi maangta hno .......jai hind ............ good day

No comments: